पलकों में आँसु और दिल में दर्द सोया है, हँसने वालो को क्या पता, रोने वाला किस कदर रोया है, ये तो बस वही जान सकता है मेरी तनहाई का आलम, जिसने जिन्दगी में किसी को पाने से पहले खोया है..!!
Koi naraaz hai hum se ki hum kuch likhte nhi, kaha se laye lafz jab wo milte nhi, dard ki zuban hoti to bata dete, wo zakhm kese bataye jo dikhte nahi.
Hukum Tera Hai To Takmeel Kiye Dete Hai Zindagi Hijar Me Tehleel Kiye Dete Hai Tu Meri Vasl Ki Khuwahish pe Bigarta Q Hai Raasta Hi To Hai, chalo Tabdeel Kiye Dete Hai Aaj Sab Ashko ko Aankho k Kinaare pe Bulao Aaj Is Hijar ki Hum Takmeel Kiye Dete Hai Hum Jo Hanste Hoye Ache Nahi Lagte Tum ko Hukm Karo Aankhe Abhi Jheel Kiye Dete Hai.